Sunday, December 20, 2009

December 20th 2009, 11 pm.

aaj ek aur din tanha nikal gayaa,
aaj ye dil yunhi fir se machal gayaa,
dil ki jalti lau mein kuch chatakta hai is tarah,
jaise moum ki lau ke saath parwana pighal gya,
ab bhi dil mein usi ka intezaar hai,
aankhon mein rab se usey paane ki guhaar hai,
sab dekhte hain mujhe, to kehte hain qafir,
unhe kya pata, wo ishq ki mazaar hai.!

No comments:

Post a Comment