Wednesday, January 13, 2010

Aaj bhi uski yaad mein roya hun,
uske khwaabon mein aankhen khol ke soya hun,
zindagi ne fir dard ki barsaat ki hai,
usi barsaat ke aansuon mein khoya hun..!

No comments:

Post a Comment